Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye in Hindi



Hello Dosto Aaj Me Aapke Liye Lekar Aaya Hun Ghar Baithe Paise Kamaane Ka Bahut Hi Accha Tarika. Agar Aap Ek Student Hai , Housewife Hai , Job Karte Hai or Part-time Me Kuch Paise Kamaana Chahte Hain , ya fir aap Job Dhund Rahe Hai To Bhi Aap Is Kaam Ko Kar Sakte Hai. Aaj Main Aapko Aise Hi Tarike Ke Baare Me Batane Wala Hu Jisse Aap Ghar Baithe Bahut Hi Accha Paisa Kamaa Sakte Hain. Vo Bhi Bina Koi Bhi Paise Lagaye. to Chaliy Us Par Baat Karte Hain.


Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye


Jiske Baare Me Hum Baat Karne Waale Hain Vo Hai Affiliate Marketing Ji Haa Dosto Affiliate Marketing Amazon , Flipkart Jesi Hazaaron Companies Apni Marketing Affiliate Marketing Ke Jariye Bhi Karti Hai Ab dekhte Hain Hum Isse Kaise Fayda Le Sakte Hain. Sabse Pehele Baat Karte Hain Affiliate Marketing Hota Kya Hai.



What is Affiliate Marketing


Affiliate Marketing Kya Hai?  Aapne Amazon , Flipkart ka Naam to Suna Hi Hoga aisee Bahut Saari Website Hain Jo Apni Marketing Affiliate Marketing Ke Jariye Karti Hain. 
Jaise Example Lete Hain Amazon - Aap Amazon Per Affiliate Partner Ke Liye Registered Kar ke Amazon Ke Kisi Bhi Product Ka Ek link Generate Karke Us Link ke Jariye Uske Product Ko Sell Kar Sakte Hain. Yahi Affiliate Marketing Kehlati Hai.




Affiliate Marketing ke Liye kya - kya Hona Zaruri hai?



Iske Liye Aapko Jaruri Nahi Hai Bahut Zyada Kisi Ki Knowledge Honi Chahiye. 

1. Basic Internet Knowledge

2. Computer ya Mobile

3. Internet Connection

4. Or Koi Blog Ya Website Social Media Page Ya kuch Bhi Jahan Par Product Ko Sale Kar Sakein.






Affiliate Marketing se Paise Kaise Kamaye



Jesa Ki Mene Abhi Aapko Bataya Amazon , Flipkart , Snapdeal , Aisee Hazaron Website Hai Jo Affiliate Program Provide Karti Hain. Aap kisi Bhi Website Per Jakar Iske Liye Registered Kar Sakte Hain. Registered Karne Ke Baad Aap Kisi Bhi Product Ka Link Generate Kar Sakte Hai. Or Uske Jariye Product Ko Sell Kar Sakte Hai Jiska Ye Websites Aapko Kuch Percent Commision Deti Hain.
Iski koi bhi Limit Nahi Hoti Jitne Zyada Aap Products ki Sale Karoge Utna Hi Zyada Aap Paisa Kamaa Paoge. 








Affiliate Marketing



Agar Aapka Koi Bhi Questions Ya koi Bhi Problem Ya koi Bhi Query Ho To Aap Mujhse Comments Ke Jariye Puch Sakte Hain.




Post a Comment